Sunday, February 1, 2009

maaloom hota hai ki bacchan ji hamesha hi "in" rahne walon me se hain ;) ...

tabhi to aap logon ne unki rachna ko itna saraha hai....

waise kaafi logon ko galatfahmi ho rahi hai to bus isliye is post ke maadhyam se hum batana chahte hain ki mere blog me jo bhi kavitayein hain wo mere dwara likhi nahin gayin...

har kavita ke neeche label me kavi ka naam likha hua hai....

publicly hum bus ads likhte hain....

meri kavitayein bus meri diary ke liye hain...

blog k liye nahin...

kavitaon ko sanjone ka shauk hai hame to isliye itni saari kavitaon ko ek saath jama kiya hai...

aap logon ko dhokha dene ka khyal bilkul nahin tha...

bus ye dhyaan na raha ki label ke alawa kavita ke neeche bhi kavi ka naam likh dena chahiye.

St. Theresa's Prayer



'May today there be peace within.
May you trust that you are exactly
where you are meant to be.
May you not forget the infinite possibilities
that are born of faith in yourself and others.
May you use the gifts that you have received,
and pass on the love that has been given to you.
May you be content with yourself
just the way you are.
Let this knowledge settle into your bones,
and allow your soul the freedom
to sing, dance, praise and love.
It is there for each and every one of us.'